Gadhe ka biodata

gadhe   ka  biodata    dekha
usme Likha tha shabd anokha
26 Saal ka gadha Khada tha
ghochu uska naam pada tha
4 bhatto Par padha Likha tha
dhone ki digree  payaa tha
Gadhi thi uski chhammak chhallo
Gadhe se kahti hallo hallo
Dekh ne me thik thoda tha
Byang usme bahut bhara tha
Soch  rha  tha  karu  tarakki
Ban jau mai gadho me lakki
wait. .... .

टिप्पणियाँ